JAVA software programming language ?
JAVA -
Intro. of java And Definition of JAVA -
Intro. of java And Definition of JAVA -
- java is a programming language .
- java is a pure object oriented programming language .
- java ak true ya pure object oriented programming language hai.
- C and C++ ka use kar java ko develop kiya gaya hai means c and c++ me programming karne me easy nai hota tha to programmers logo ne yaha decide kiya ki c and c++ ki features ko add kar and new feature add kar ak new programming software banaya jaye .
- java two stage programming language hai kyoki java program ko Run karane ke liye 2 stage se hokar jana padta hai . 1st stage me compile karate hai program ko and 2nd stage me interpret karte hai to program ko machine instruction code me convert karta hai . uske bad program RUN hota hai.
James Gosling
HISTORY OF JAVA-
- 1990- me sun micro system ne consumer electronic devices ke liye ak special software
- develop karne ka decision liya. and develop karne ka kam james gosling ko diya gaya .
- 1991- me james gosling ne ak team banaya jise grean team ke name se jana gaya and apne project ko green project name diya.
- 1992 - James Gosling and patrick naugton 1992 me develop kiya tha.
- 1993- me internet me WWW ki entry huwa jisse text se graphics Environment me transfer ho gaya .
- 1994 me java ne ak browser banaya jiska name HOT JAVA tha. ye browser internet me applet program ko run karta hai.HOT JAVA ke karan java adhik popular huwa .
- 1995 me OAR ko rename kar JAVA NAME diya.
- james gosling ko team head banaya gaya tha team ka name green project tha.
- java General Purpose object oriented programming language hai jise 1992 me sun micro system USA me DEVELOP kiya tha.
- java ko james gosling ne OAK name diya tha.
- java ko cunsumer electronic device software ke liye design kiya gya hai for example - TV, VCR , WASHING MACHINE TASTER etc.
- green team ka goal tha ki java simple portable and high reliable ho.
- java team me patrick naughton ko member banaya gaya tha.
- 1996 me sun micro system ne java ka 1st version JDK1.O Release kiya .
- JDK- Java Development Kit.
versions -
YEAR - NAME
1994 - JDK BETA
1996 - JDK1.0
1997 - JDK1.1
1998 - J2SE1.2 (java 2 platform standard Editing )
2000 - J2SE1.3
2002 - J2SE1.4
2004 - J2SE5.0
2006 - JAVA SE 6
2011 - JAVA SE 7
2014 - JAVA SE 8
2017 - JAVA SE 9
17-10-2017 update JAVA SE9.0.1
Comments
Post a Comment