MEMORY ?
MEMORY
Memory is a storage device .
Memory ak storage device hota hai jisme hum personal data files , videos ,audios , documents, images, software files , etc. ko store karke rakhte hai .(etc ko store kar sakte hai.)
for example - memory card, pen drive , HDD, FDD, CD, DVD etc.
TYPES OF MEMORY -
-THERE ARE TWO TYPES OF MEMORY-
1.PRIMARY MEMORY
2. SECONDARY MEMORY
FIRST dekhte hai PRIMARY MEMORY kya hota hai.
1. PRIMARY MEMORY
primary memory humare system ka memory hi hota hai jisme data store hota hai .
primary memory me koi bhi data ko permanent store karke nai rakha ja sakta hai.
primary memory humare system se inbuild hota hai but presently dekha jaye to hum primary memory ko v change kar sakte hai apne need (jarurat) ke hisab se like compute RAM ko hum easily change kar sakte hai uske sath sath hum apne MOBILE ke RAM ko v change karwa sakte hai.
RAM humare system se inbuild hota hai but presently dekha jaye to hum primary memory(RAM) ko v change kar sakte hai apne need (jarurat) ke hisab se like compute RAM ko hum easily change kar sakte hai uske sath sath hum apne MOBILE ke RAM ko v change karwa sakte hai.
easy word me samjhte hai ...... jaise hum Android mobile use karte hai to hume pata hota hai ki humare mobile me kitna storage hai. like humare mobile ka RAM kinta hai .but kisi kisi ko ye v nai pata hota hai ki humare mobile ka ram kitna hai .
to ye jo humare mobile ha RAM hota hai na wahi humara primary memory hota hai. iski size adhikans humare mobile ya pc system per 2GB , 3GB, 4,GB tak ka use karte hai. but hum isse jada ka v use kar sakte hai.
RAM jistna jada hota hai humare system ya mobile usta hi speed work karta hai .
ab secondary memory ko jante hai...
2. SECONDARY MEMORY
secondary memory is a storage devise jisme data and information's ko permanent ke liye store kiya ja sakta hai.
secondary memory inbuild nai hota hai isko hum apne system se nikal sakte hai and waper other system pes use v kar sakte hai. means hum is memory ke data ko store kar safe rakh sakre hai 100% .
presently dekhe to aaj humare samne ase technology aa gaya hai ki hum wireless secondary memory ka use kar sakte hai and kar v rahe hai ... mai khud apne system per use karta hu wireless pendrive ka.
jo ki bahot achha hota hai.
NOTE-(wireless storage device ke bare me hum age achhe se janenge other post me)

- RAM ( Random Access Memory )
RAM(Random Access Memory) - RAM is a primary memory . jisme hum humare data ho kuchh time ke liye store kar sakte hai .
RAM humare system se inbuild hota hai but presently dekha jaye to hum primary memory(RAM) ko v change kar sakte hai apne need (jarurat) ke hisab se like compute RAM ko hum easily change kar sakte hai uske sath sath hum apne MOBILE ke RAM ko v change karwa sakte hai.
easy word me samjhte hai ...... jaise hum Android mobile use karte hai to hume pata hota hai ki humare mobile me kitna storage hai. like humare mobile ka RAM kinta hai .but kisi kisi ko ye v nai pata hota hai ki humare mobile ka ram kitna hai .
to ye jo humare mobile ha RAM hota hai na wahi humara primary memory hota hai. iski size adhikans humare mobile ya pc system per 2GB , 3GB, 4,GB tak ka use karte hai. but hum isse jada ka v use kar sakte hai.
RAM jistna jada hota hai humare system ya mobile usta hi speed work karta hai .
ab secondary memory ko jante hai...
2. SECONDARY MEMORY
secondary memory is a storage devise jisme data and information's ko permanent ke liye store kiya ja sakta hai.
secondary memory inbuild nai hota hai isko hum apne system se nikal sakte hai and waper other system pes use v kar sakte hai. means hum is memory ke data ko store kar safe rakh sakre hai 100% .
presently dekhe to aaj humare samne ase technology aa gaya hai ki hum wireless secondary memory ka use kar sakte hai and kar v rahe hai ... mai khud apne system per use karta hu wireless pendrive ka.
jo ki bahot achha hota hai.
NOTE-(wireless storage device ke bare me hum age achhe se janenge other post me)
- ROM (Read Only Memory)
Rom secondary storage device hota hai jiska use hum data storage ke liye karte hai But ye different types ka hota hai. memory card (chip) ke rup me , pendrive ke rup me , hard disk drive , FDD, CD drive , DVD drive wireless storage drives Etc .
storage devices (secondary)
Comments
Post a Comment