what is CV ?
CV- (CURRICULUM VITAE
Hum Student apni study complete karne ke bad apni apni dream job ke liye apply jarur karte hai .
to JOB ke liye hum apply karne se pahle ak achha sa CV hona bahot hi jaruri hai . kiyoki JOB ke liye to apply kar sakte hai but jab interview ke liye bulaya jata hai tab interview lene wale ko hume apna complete Qualification show karna hota hai.
so iske liye humare pas ak bahot hi achha CV (Curriculum Vitae) hona bahot jaruri hai.
ye RESUME ke jaise hi hota hai .
But ye RESUME se different hota hai RESUME only 1 page or 2 pages ka hota hai. jisme limit hota hai ki hum resume ko only 2 pages bas likh sakte hai .
But CV RESUME se bahot hi achha hota hai asa nai hai ki RESUME bekar hai RESUME is very impotent but yaha per hum CV ke bare me jankari le rahe hai ...
so CV me hum jitna chahe utna likh sakte hai isme koi limit nai hoti hai ... means hum RESUME banate hai to apne bare me only short me likhte hai... but CV me hum complete detail se likh sakte hai ...
HUM AK PAHLE SE BANA HUWA CV KO DEKHTE HAI KI YE CV KIS TYPE SE BANA HUWA HAI....
YE JO IMAGE ME HUM CV DEKH RAHE HAI JO KI COMPLETE DETAIL ME LIKHA HUWA HAI ....

IS TYPE SE HUM APNA BHI CV BANA SAKTE HAI......
SO HUM CV KE BARE ME BAHOT ACHHE SE JAN CHUKE HAI....
BUT ISKE BAD VI AGAR KUCH V DOUBT HAI TO COMMENT KAR PUCHH SAKTE HAI ....
THANK YOU

Comments
Post a Comment