What is CVV ?


CVV (card verification value) 


presently hum bahot sare works ko online hi complete karte hai .
And online money ka Transection  (payment ) karne ke liye hum net banking ka use karte hai .


TO usme humse CVV number fill karna hota hai .

CVV ye three digit card verification number hota hai.

CVV number ka use hum jab online payment karte  hai to apne debit (ATM card) card ka use karte hai jo us time hume CVV number dalna hota hai jo ki THREE digit (3 digit ) ka hota hai.

hum image1  per dekh sakte hai .

image 1)





hum image 1 per dekh sakte hai ki CVV  no. kaha bas hota hai .


ab hum CVV number ka use karenge .

hum jab bhi online payment karte hai to hume ATM card ki need padti hai .
Ab hume online money payment karna hai to hum payment wale option per click karte hai.

to usme is type se page opent hota hai jaise hum image 2 per dekh sakte hai.





payment karne ke liye yaha pas card no. fill karte hai. and card ka expire month and year fill karte hai.

uske bad CVV no. fill karte hai. fir pay now per click kar dete hai. uske bad Registered mobile no. pe OTP aata hai 6 digit kai usko fill karte hai is prakar humara payment complete ho jata hai.


is type se hum online payment karte time CVV ka  use karte  hai.

NOTE- is post me hum only CVV ke bare me jane hai . ki iska use kaise and kaha hota hai .


kuchh v doubt ho ya  kuch Question hai to hume comment ki help se puchh sakte hai. 
Thanks 

plz visit again


































Comments