peripheral device

 peripheral device  (imp.topic)

What is Peripheral device ....?

Aaj hum ak mast new sikhne wale hai ki peripheral device kya hai /....


Peripheral device

1)
     ve device hote hai jiski help se hum input dete hai apne system pe.
input means hum apne computer ko instruction dete hai jaise mouse ya keyboard se ....

hum jis bhi device se input dete hai us device ko peripheral device kaha jata hai..
example - MOUSE , KEYBOARD , JOYSTICK ETC.

2)

     ve device jisse hum ko output milta hai ...
output means jo humare screen ( monitor ) per show hota hai .
jaise hum apne system ko koi instruction diye means input diye uske bad jo device hume output deta hai use device ko bhi peripheral device kaha jata hai .


example -    SPEAKER (- isse hum sound sun sakte hai ye v peripheral device hai ....)

                    MONITOR (JISSE hum ko output milta hai)  ETC.

4)
      PRINTER -  jisse hum print out nikalte hai ye v peripheral device h

5)   SCANNER

6) EXTERNAL CD drive .

7) PROJECTOR
ETC .

Hum niche image per dekh sakte hai ....



IS TYPE SE BAHOT SARE DEVICES HOTE HAI
IN SABHI DEVICE KO PERIPHERAL DEVICE KE NAME SE JANA JATA HAI /.

YAHA PER BATA DU KI ONLY AK HI DEVICE KO HUM PERIPHERAL NAI BOL SAKTE MEANS JAISE MOUSE SE WORK KAR RAHE HAI TO YE NAI BOLEMGE KI YE PERIPHERAL DEVICE HAI WAHA PER HUME YAH BOLNA H KI YE INPUT DEVICE HAI..

BUT YADI SABHI INPUT KI BAT HO TO HUM BOLENGE KI INPUT DEVICE AK PERIPHERAL DEVICE HAI .

OUTPUT DEVIDE AK PERIPHERAL DEVICE HAI .




I THINK AP KO PERIPHERAL DEVICE KE BARE ME ACHHE SE SAMJH AA GAYA HOGA .
BUT FIR BHI KUCHH V SAMJH NAI AAYA YA KUCHH PUCHHNA H TO PUCHH SAKTE HAI.. HUM PURI HELP KARENGE .... 


THANKYOU

Comments