KUCHH TO KAR UHI MAT MAR

Kisi ne badi kamal ki bat kahi hai

Lakh daldar ho pav jamaye rakhiye.
Hath khali hi sahi uper uthaye rakhiye
Kon kahta hai chhanni me pani ruk nai sakta
Barf banne tak housla banaye rakhiye.
---------------------------------------------------------


Ak bar ak rajiya me badi khushali thi hanta badi khush thi ,, kyoki RAJA bada kamal ka tha dildar Raja har ak ki madat karne ko tiyar rahta tha .. or humesa yudh me awro ko hara deta tha kyoki bada hi kamal ka yodha tha.

padosi rajiya ke RAJA log isse jalte the kyoki har bar Raja sabhi ko hara deta tha.
unki dal gal nai pa rahi thi . to unhone plan banaya kyo na is RAJA ko iske rajiya se agwa kiya jaye
apne rajiya me bulaye jaye or khatm kiya jaye kisi tarah se raja ko laya jaye  ..



fir mahal me kai gaddar hote hai na to oh log RAJA ke khane me ak rat behos hone ki dawai mil di raja ko behos kiya gaya agawa karke dusre rajiya ke jangal me le jaya gaya jangal me pahadi par ak gubha thi waha le jakar raja ko patak diya gaya sare raja akadha ho gaye the sab soche isse bar diya jaye

fir bolte hai nai nai ise gufa me band karke rakh dete hai apneap mar jayega isne hum bahot tadpaya hai.

fir RAJA ko gufa me bad kar diya gufa ka darwaja band kar diya gay kul milakar is RAJA ke liye sare raste khatm .

baki raja log bahot khush the apne apne rajiya chale gaye .

ab is Raja jo band tha gufa me usko hos aaya to pata chala s=gufa me band hai darwaje me pathar rakh gaya ha khul nai sakta kul milakar raste band the.

RAJA ko laga mera sab kuch katam ho gaya hai sab kuchh chhin chuka hai rajiya santa sab kuch.

is Raja ka housla tuttne laga tha .Tabhii ise iski maa ka diya huwa ak MANTRA yad aaya bachpan me maa ne jo mantra diya tha ak bat kahi thi ...

KUCHH TO KAR UHI MAT MAR oh yad aaya fir raja ne himmat karke us pathar ke pas ja hi raha tha ki sap ne das liya ak bar fir se ye niche gir gaye fi raja ha housla kam ho gaya.

Ab kiya kare fir se ise maa ka diya huwa mantra yad aaya kuchh to kar uhi mat mar ... isne apne kamr se katar li or jaha par sap kata tha usse hisse ho kata kar fek diya khun nikal raha tha raja ko laga ki ab kon aayega mere liye hepl karne

fir raja ne apna kapda nikala kamar ka or jaha se khun nikal raha tha waha par bandha ..
RAJA fir se himmat kiya us pathar ke pas gaya or pathar ko jor se dhakka diya or pathar thoda sa hila or pahadi se niche gira kul mila kar gufa ka darwaja khul gaya ...Kuchh kar uhi mat mar.


khud hi motivate hona sikho ak mantra se raja bach gaya ..kyoku usko himmat mila usse . or oh bach gaya..

KAISA LAGA HUME JARUR BATAYE ..


THANK YOU
BE HAPPPY


Comments