HTML coding me comment kaise kare

Hello Friends ,
Aaj hum HTML per Comment kaise karte hai janne wale hai.

Jab hum programming karte hai coding karte hai tab hum text format me likhte hai. 
Ab jab hum code continue likhte hai but yadi mere ko koi line delete nai karna hai aor display bhi nai karna hai Tab hum kya karenge .
To friends mai batana chahunga ki ase condition me hum COMMENT ka use karte hai...
Single Line Comment -
<!-- Write Your Code Here --> 
Multi Line Comment -
<!-- 
       Write Your Code Line-1
        Line -2
        Line - 3 
-->
Example se Hum Easly samjh sakte hai.

Code:

Output:

Comments

This is not comment
===================================
Uper hum dekh sakte hai.
ki jis text ko humne comment kiye huye hai only wahi text OUTPUT screen per Display_nai ho raha hai.
And humne jis text ko comment nai kiye hai ve display ho raha hai.
Like: " This is comment "  likha huwa hai ve text display nai ho raha humare OUTPUT screen me.
and isi type se hum apne HTML coding me Comment ka use karte hai .
======================
To friends Humne  HTML  per bahot sare post Share kiye huye hai ap mere pahale ke post per jakar read kar sakte hai. 
And Complete Programming sikhne ke liye ap mere sath bane rahe...


Thankyou And Focus to Learning.

Comments