HTML me images kaise use karte hai

HTML IMAGES

Hello Friends, Aaj hum dekhenge ki HTML me Images kaise use karte hai means hum apne web page par kaise display kara sakte hai images ko.
bahot hi easy way me batane wala hu isse easy apko kahi nai milega chalo age chalte hai...
 
jab hum koi web page design karte hai to hume images ki jarurat padta hai jaise icon use karte hai banner lagate hai ya about us page banate hai tab hume images ki need hota hai.

Hum Step by Step dekhenge 

What is HTML Images?
HTML Images means ve image jo hum apne web page me use karte hai usi ko HTML images kaha jata hai.


How to use ?
HTML me images ko kaise use karte hai ...
chaliye dekhte hai ab..

First Step me hum HTML format likh lete hai...
yadi apko HTML format nai pata to koi bat mai batata hu.

first format and body tag ke under hum apna main code likhenge ...

CODE


OUTPUT:


Uper OUTPUT me hum dekh sakte hai image display ho raha hai...

Ab hum jan coding ko samjhte hai..
sabse pahle HTML format likhe uske bad body tag ke under hum 
<img src="" />
img -  img means image hota hai. 
src  -  src means source hota hai.
height - image ka height set karte hai.
width - image ka width set karte hai.

means dono mila kar hota hai image source ( image ka pata kaha pas rakha hai) .

src ke under hum LINK( image Path ) add karte hai humare image ka, jaise maine link (Image path) add kiya hu ap uper code me dekh sakte ho.

yadi hum apne compute me coding karte hai to c drive ya d drive ya desktop etc. kahi pas bhi images ho sakta hai uka link de kar hum webpage par images display kara sakte hai.

jaise yaha pas ak example or deta hum.
jaise mere pas image hai jo ki desktop me hai html folder ke ander to usko mai add karta hu 

Image Link -  "C:\Users\Suraj Sahu\Desktop\html/FTL.png"

<img src="C:\Users\Suraj Sahu\Desktop\html/FTL.png" />

ab ap yaha soch rahe honge ki Link kaise laye (path kaise laye) ji hai link means path or address bhi bol sakte hai.

to chalo mai apko path kaise lana h batata hi screenshot niche me diya hu usse apko samjh aa jayega ..

1. sabse pahale hum jaha humara image hai waha jayenge jis v forlder me ho waha jana hai .
 screenshot-1


2. Ab image par right side click karna hai . jaise ki ap screenshot per dekh sakte hai.

3. sabse last me properties ka option hai waha click karenge to new popup window open hoga jaha se hum path copy karenge and image name copy karenge with image extension name,

4. copy kaise kare last screenshot se ap samjh jaoge.

Is type se humne aaj HTML Images ke bare me learn kiya samjh aahi gaya hoga complete achhe se yadi kuch v problem ho to comment kar sakte hai .



Thankyou | be happy | focus to learning







Comments