Write HTML code and give pink colour to the background of the page

 Hello Friends Aaj HTML per hum background color set karna sikhenge.
To chalo age badte hai...
HTML format ready karte hai.
Uske bad body ke under hum code likhenge.
yadi apne humara purana post nai dekha hai to niche mai link add kar diya hu ap click karke view kar sakte hai.
CLICK HERE FOR PREVIOUS HTML POST
OUTPUT
Ab hum coding ko samjhte hai uper humne sabse pahale html format ready kiye .
uske bad body tag ke under means body opening tag ke under
example lete hai.  
==================
<body bgcolor='pink'>
text 
</body>
==================
Is type se humne yaha HTML ha use karte use background color set karna sikhe age hum or bhi bahot sare web designing sikhenge mai yaha html ko bahot aram se bata raha hu taki apko achhe se samjh aa sake.
yadi apko kuch bhi problem hai coding se related to humse puchh sakte hai.
Thankyou | Visit again. 
NOW Start Coding..
yaha background ke uper humara text view/display hoga.


Comments