what is span tag and its uses with example in html in hindi 2021

what is span tag and its uses with example in html in hindi 2021

span tag

What is span tag :- span tag HTML ka ak tag hota hai jiska use hum web designing me karte hai. jaise html me other tags hote hai thik usi type se span tag bhi hota hai.



Uses :- span tag ka use hum html me sentences formatting ke liye karte hai jaise ki hum new line ke liye <br> tag (break tag) ka use karte hai. Thik usi type se hum Span tag ka use text ho new line me jane se rokne ke liye use karte hai.

syntax- <span>code here.....</span> 

Advantages:- 1) Easy to Use. 
             2) best handler for control means new line me jane se rokta hai humare  sentence ko.


You want to Learn so Click here...
1. HTML STARTING SE
2. TECHNOLOGY


CODE



OUTPUT

OUTPUT per ap dekh sakte ho jaise hi humne div tag use kiya hai 2 ke bad 3 niche aa gaya hai.
uske bad humne hello likha hai fir span tag use kiya hai to new line nai aaya.
is type se hum span tag ka use kar sakte hai ...


YADI KUCH BHI DOUBT CODING SE RELATED HO TO COMMENT KARKE PUCH SAKTE HAI.


THANK YOU | HAPPT LEARNING

Comments