what is CSS and uses in html in hindi

what is CSS and uses in html in hindi

Hello Friends , Aaj hum CSS kya hota hai and kyo use karte hai web designing me janne wale hai. to chaliye age badte hai.

1.What is CSS ?

➜ CSS ka full form cascading style sheet hota hai.  

➜CSS - iska full form cascading style sheet hota hai.  

CSS se hum apne webpages ko design kar sakte hai.

CSS se webpages par color , font , fontsize font color text styling display size etc. set kar sakte hai.

CSS yad rahe css HTML ke under likha jata hai style tag ka use karke ya fir styleName.css name se  file bana kar code likha jata hai.

2. Uses CSS

➜CSS ka use hum Two type se kar sakte hai:

  a) First HTML ke ander style tag ka use karke <style>CSS code</style>  

  b) Second New file create karke html ke sath link karte hai. age example se samjh aa jayega or achhe se.

➜CSS ka use complete hum HTML ke sath Apne webpage ko design karne ke liye karte hai.

➜CSS humare webpage ko stylish banata hai jisse hum color text bgcolor images video etc. ko design karne ke liye use karte hai.

3. Why CSS

➜CSS ka use hum kyo karte hai ap jan gaye honge. 

CSS styling ke liye use hota hai. 

 ➜Yadi css ka use nai karenge to hum apne webpage ko design achhe se nai kar payenge.

CSS kya hota hai and Uses and Why uses ko janne ke bad ab hum Example dekhenge ---  

Example-

1. Sabse pahale hum html ke under kaise use karte hai dekh lete hai example ke jariye-

a. sabse pahale HTML format banate hai. 

Yadi apne humara HTML wala post read kiye honge to jan chuke honge ki HTML format kaise banta hai ya ap pahale se jante honge. 

b. Format: Hum yaha par html ke under direct style tag use karke CSS code likhenge.

CODE 

  

➜Uper example me Body tag ke under humne css ka use kiya hai.  

➜Jaise ki ap dekh sakte hai Font Size 30px and text Color green ho gaya hai.

OUTPUT 




2. Second ab hum new file create karte use karte hai css ka

a) Sabse pahale hum HTML file create karenge

b) Uske bad CSS file create karenge. 

c) Uske bad HTML code likh kar CSS file ko link karenge. 

HTML FILE : 

File Name: index.html

CSS FILE:

File Name:  style.css 

OUTPUT 

 

Uper Ap dekh sakte hai ki dono ka OUTPUT same aaya hai. 

is type se hum CSS ka use kar sakte hai apne HTML page ko design stylish karne ke liye.

Last me ak or example add kar raha hu isse apko clear ho jayega  design dekhkar.

index.html , style.html

 

OUTPUT 


Aasa karta hu ki apko achhe se samjh aa gaya hoga ki hum html per kaise design kar sakte hai css ka use karke.

Yadi apne humara purana post nai dekha hai to niche link per click karke dekh sakte hai...
click here

YADI APKO CODING SE RELATED KUCH BHI PUCHNA HO TO AP HUMSE COMMENT KE JARIRI PUCH SAKTE HAI.

THANKYOU | BE HAPPY | ONLY FOCUS TO LEARNING

Comments