how to create new blogger account learn easy way in hindi

good

Blog banana bahot easy hai hum yaha par new blogger account banayenge


Sabse pahale ap apne browser me se one New Tab Open kare. jaise ap niche image me dekh rahe ho.

ab ap apne new tab me ak search box hota hai waha per top me blogger.com type karna hai and Enter Button press karna hai.

uske bad apke samne website open hoga jaise ap niche image me dekh rahe hai.


iske bad hum CREATE YOUR BLOG button per click karenge ya fir sign in karenge yaha mai create your blog par click kar raha hu. 

yadi apne pahale se account bana liya hai or fir se ak or new blog banana chahte hai to bhi yaha aake multiple blog bana sakte ho.

jaise ki ap niche image per dekh sakte hai. create your blog me click karne ke bad kuch asa show ho raha hai.

ab waha par hum apna gmail id and password dalenge and signin ho jayenge apne blogger account per
ab hum signin ho chuke hai apne blogger account per jaise ki ap niche dekh sakte hai image me
yaha per title ka option diya huwa hai isme hum apna blog ka titile dalenge jaise mere blog me focust o learning title name dala huwa hai waise hi ap bhi apna title name dale. 





ab title dalne ke bad hum next karte hai next karne ke bad hum dekh sakte hai humare samne ak page open huwa hai uske URL dalne bol raha hai,
ab yaha per humko ak achha sa URL dalna hai new jo abhi tak bana na ho akdam unique hona chanhiye .
jaise ap niche image me dekh sakte hai


ab URL dalne ke bad hum next button press karte hai.
ab hum display name enter karte hai and Finish button press karte hai.
jaise ap image per dekh sakte hai display name enter kiye hai.


ab finish karne ke bad hum dekh sakte hai ki humara blog ban ka akdam ready ho gaya hai,


ab yaha per ap apne topic se related post kar sakte hai .
ab complete humara new blog ban chuka hai yaha se hum apna post share kar sakte hai.

Aage hum or bhi blogging se related bate karenge or bahetarin blogger kaise bane oh bhi batauga...

THANK YOU | BE HAPPY | STAY HOEM |STAY SAFE



Comments