how to create new youtube channel learn easy way in hindi

good

Yadi ap YouTube channel create karna chahte hai to ye Post Apke liye hai...


First step hum apne browser me New Tab open karenge jaise image per ap dekh rahe hai niche..


Ab yaha se hum apne Gmail id ko open karenge jaise ap niche image me dekh sakte hai..
ab apke samne apka email id open ho chuka hai waha per YouTube wale jo icon bana huwa hai uski click kare jaise ap niche image par dekh sakte hai same waise hi icon hoga usme click kare .



Ab apke samne ak new tab open hoga waha per apko apne gmail profile per click karna hai jaise ki yaha image per dekh rahe hai same waise hi ...

Ab jaise hi click karenge ak menu option open hoga jaise ki ap niche image par dekh sakte hai..
yaha per apko create a channel per click karna hai...



ab ak new popup window open hoga jisme GET STARTED ka button hoga usko click kare.
niche ap image par dekh sakte hai..

ab jaise hi get started pe click karte hai humare samne two option aayega new popup window per
niche image per dekh sakte hai  pahela option hai Use your name and second hai Use a custom name 
ap yaha dono me se ak ko select kar sakte hai yadi ap pahale se name dala hai usi name se cannel banana chahte ho to Use your name option per click karo and yadi ap Custom name dusra name se banana chahte ho to Custom name ko select  kare .

select karne ke bad apke samne me information dalne ke liye ak new popup window open hoga jaha apko apna information dalna hai profile pic and facebook , twitter , instagram ka link bhi dalna hai jaise ki ap niche images me dekh sakte ho.


ab jab hum sab information dal ke SAVE AND CONTINUE me click karte hai ya SET UP LATER me click karte hai to humare samne humara YoutTube ka Dashboard open ho kar saamne aa jayega .

To is type se hum apna new youtube channer bana sakte hai and Videos upload kar sakte hai and online income kar sakte hai monetization karke. 



yadi apko kuch bhi doubt ya sawal ya feedback ho to hume comment karke bata sakte hai puchh sakte hai. 

Thankyou | be happy | stay home stay safe | visit again and share |  


Comments