HTML Table

Hello Friends,
Aaj Hum HTML per Table banana sikhenge akdam easy tarike se bataunga to chaliye age badte hai.


What is Table ?
Table row and column ka collection hota hai
  • Row - Row means column ke niche jitne bhi lines bane hote hai us line ke center me hum apna data (text) rakhte hai akdam easy word me bolu to row means sabhi columns ke niche wale dibbe.
  • Column - Column means table ke head part hota hai .
Hum Example se samj sakte hai jaise ki ap niche image per dekh sakte hai.


Image dekh kar achhe se samjh aa gaya hoga.
fir bhi mai bata deta hu ak bar image me ap dekh rahe hai sabse uper circle ke under columns likha hai and tir ka nisan gaya h ve sabhi columns hai yaha per total 3 columns hai. 
and Table ke niche ak or circle bana huwa hai jaga Rows likha huwa hai usme se tir ka nisan bana huwa hai 4 tir ka nisan hai ve sabhi Rows hai is Table ka.

To isi type se yaha Ak table hai jiska Rows 4 and Columns 3 hai.
Table tag ( <table> </table> )
ji hai table ak tag hi hota hai humare HTML me.

Kaise Table banaye HTML Code se ?

To chaliye ab coding ki taraf chalte hai.
sabse pahale hum apne code me HTML format likhte hai jo ki ap jante hi hai maine pahale se bata ke rakha hai purane post me,
Yadi apko nai pata to koi bat nai is post se jan jaoge.

To chaliye age badtehai.
HTML table format likhne ke bad body tag ke under hum table tag ka use karenge.
jaise ki ap niche example per dekh sakte hai.
ap uper dekh sakte hai humara format ready ho gaya hai.
ab hum Coding karenge .......

yad rahe table create karne ke liye hum td and tr ka use karte hai and th ka bhi use karenge.
To chaliye age badte hai.

CODE
OUTPUT











Uper output per hum apna table dekh sakte hai.
sabse pahale Coding ko samjhte hai.

Coding ko samjhte hai.

NOTE: yaha coding me humne table  me border and padding set karne ke  liye style tag ka use kiye hai.
  • HTML format likhe sabse pahale.
  • title tag ke under title defined kiye.
  • body tag ke unde table tag add kiye.
  • table tag ke under th tag add kiye.
  • th tag means table head.
  • tr tag ke under th tag ko likhe hai.
  • tr tag means table row.
  • td tag means table data .
  • td tag ke under hi hum apne data dalte hai. like 101,suraj etc.
Is type se humne HTML TABLE kya hota hai jan gaye and humne banana bhi learn kar liye.
bahot hi easy hai html sikhna agar apko kuch bhi design ya html me kuch v problem hota hai to humse puchh sakte hai.

HTML starting se sikhne ke liye ya HTML ke previous post me jane ke liye niche link par click kar sakte hai .





Comments