how to make online money learn easy way in hindi

how to make online money learn easy way in hindi

Online paise kamane ke ase to bahot se tarike hai par yaha mai apko akdam sahi tarika batane ja raha hu ki ap ghar se hi online paisa earn kar sakte ho.



1. YouTube - ji ha ap YouTube se paisa kama sakte ho bahot hi easy way batane wala hu yaha par mai.

Sabse pahale apko apna ak koi bhi achha sa Email Account banana hoga.

jaise hi ap koi achha sa gmail account create kar lenge uske bad us gmail account ki help se ak YouTube channel create kar sakte hai .

ab yaha per humne gmail account create kiya and YouTube channel create kiya .

itna kar lene se earning nai hone wala 

ab yaha se real work start hoga apko kya karna hai 

apne YouTube Channel per jana hai or koi achha sa Name dena hai 

Channel kai jaise (example tech driven , motivate self ya jaise apko english bahot achhe se aata ho to English sikhe etc.) emaple se ap jan gaye honge ki kis type se name dena hai.

ab hum yaha se video record karenge tabhi to YouTube Channel me upload karenge .

Video is type se ho ki dekh kar lage ki isse kuch sikhne ko mile ya Entertainment wala channel hai to kuch mast sa ho. 

ab video bahot achha ban gaya ab bat aati hai design ki to thoda editor ka use karke apna video ko edit bhi karenge .

ab bat aati hai upload karne ki uske bad hum apne Video ko Youtube channel par upload karte hai.

jaise hi hum apload karte hai humare pas view aana start hota hai.

par bat yaha ye aati hai ki kyo kaise view aayega.

to view tabhi aayega tab ap hash tag and key tool ka use karoge sabse important bat bolunga viewer lana hai to share bhi karna padega and jitne bhi social site hai sabhi me apna account banao or daba ke share maro .

2. Blogging - ji ha apne sahi suna blogging se bahot hi jada income kar rahe hai log humare india me blogging se one month me lakho karoro kama rahe hai and sabse achha example mai khud hu yaha pas kyoki ye to post ap read kar rahe ho ye bhi ak blog hi hai jaha pa visit kiye ho or information le rahe ho .
ab yadi ap bhi blogging karna chahate hai to abhi apna manpasand topic select kare and uske bat ap bhi bilkul free ji hai sahi suna apne Bilkul free me ap apna blogger account bana sakte hai and apna articles , post ya koi sa bhi information etc. post kar sakte hai . 


uske bad jaise hi ap 10 20 post kar lete hai and achha khasa viewer aana start ho jata hai.

uske bad ap Google Adsense ke liye apply kar sakte hai and yadi apka post achha raha and viewer bhi achha aaya hai to apko appovel 2 weeks ke ander mil jayega .

uske bad apko dollar $$ me earning hona start ho jayega.

uske bad hum 10 dollar hone ke bad apna account detail add kar sakte hai.

and 100 dollar ke bad hum apne account me transfer kar sakte hai.


 3. wordpress - ji ha apne sahi suna wordpress isse bhi hum online money earn kar sakte hai.
jis type se humne blogger ke bare me dekha same usi type se wordpress ko use karte hai .
( click here for installing /creating new wordpress )

but dono me difference yaha hota hai ki blogger me hum utna features nai milta jistna hume  wordpress me milta hai. 

wordpress ke liye hume hosting and domain ki need padti hai jiske liye hume charges dena padta hai free nai hota hai . ( all about hosting and domain ).

Domain - short me bata raha hu , Domain means pahechan jaise apka ghar ka ak address ( village: ------ , house number : 2323 ) hota hai same usi type se domain ( www.sorwebtech.com www.focustolearning.com www.google.com) hota hai. jisi help se hum us ghar tak pahuch pate hai.

Hosting - 
 Yadi ap bigener hai to blogger se start kijiye wordpress me time jada lag sakta hai income karne me .
But yadi ap wordpres me bloging karna chahte hai to bhi sahi soche hai.

aage mai blogging wordpress se related or bhi post karunga .

yadi apko kuch bhi doubt ya sawal ya feedback ho to hume comment karke bata sakte hai puchh sakte hai. 

Thankyou | be happy | stay home stay safe | visit again and share |  


Comments